Mara pas jo computer ha is men window krna jab lagta han to restart kar k koi option nh ata ha,,,mara pas jo phla pc tah os men jab disk dhlna ka bad restart kia jata tah to PRESS ANY KEY ka option a jata tah men na aur b kai pc dkha han jin men ya option nh ata .......Is trha k p men window kasa intal ki jati ha