specialist mera laptop gar bar kar raha hai 6 months pehlay hi liya hai core i3 nawaz sharif saakeem wala problam ye hai k kisi wakt hang sa hota hai aur speker sy traaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ki awaz ati rehti hai pwer walay buton ko phir press kar k restart karta hu tb thek hota hai ye problam kabi kabi hota hai maslan koi video lagi ho to achanak ye masla shuru ho jai ga me ne tamam drive format kar k dubara window ki hai 7even aur sara data memory card sy dubara laptop me shift kia hai lekan window karny k 1din bad phr ye hi problam ki us ny jab me naat sun raha tha help what is problam