Salam To aLL
main nay new nokia 101 khareeda hy,magar es main aik masla hy,k jab main music player on kar k play karta hu tu 9 ya 10 songs sai agay mobile hang ho jata hy ,2 minutes k bad restart hojata hy,plz help me k es ko kis tarha salve karoo ????????????
Bookmarks