Friends Assalam0alaikum.umeed aap sab kherayat se hon gay ..friends mein ne N73 m0bile mein software kernay k liye pehlay jaf software kiya lakin wo open ho jata tha lakin aagay nahi chalta tha..us k bad mein ne phonenix aur nokia data package manager download kiya ta k orignal firm ware se phone flash ker sako0n.
Nokia data package manager jo nokia k orignal firm ware download kernay k liye use hota hai.wo jab instal kernay laga tau sab se pehlay us ne kaha net.framework 2.0 sp2 instal karo.khair wo download ker k instal kernay laga tau us ne kaha window instaler 3.1 instal karo.mein ne wo bhi instal ker di.aur Phir Allah Allah ker k Nokia data package manger download huya..lakin jab open kiya tau ye error msg aayad"The appliction failed to intialize properly (0*000007b)click on ok to terminate the application" aur nivifirm open kiya tau bhi yehi error aaya.
Mere pass del ka pc hai jis ki configuration ye hain.system model
Optiplex gx260
Intel(R)PENTIUM (R)4 CPU 2.00 GHZ
MEMORY 1022MB RAM aur windox hai xp professional..kiya masla ho sakta hai any solution.AUR N73 KA GHER MEIN SOFTWARE KERNA MERA KHAWAB RAHE GA.AUR MEIN NE NET.FRAMEWORK 4 BHI KIYYA THA AUR US KO INSTAL KERNAY K LIYE 32-bit WINDOW IMAGING COPONENT BHI KIYYA THA...PLZ EXPERTS HELP ME.BEC MERE M0BILE PE SIRF AIK HI SIM CHAL RAHI HAI JAZZ KI.