Results 1 to 10 of 10

Thread: Prize Bonds (INAMI BONDS) FATWA

  1. #1
    noman786's Avatar
    noman786 is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd February 2022 @ 09:28 AM
    Join Date
    03 Jul 2006
    Posts
    428
    Threads
    118
    Credits
    112
    Thanked
    7

    Default Prize Bonds (INAMI BONDS) FATWA

    Prize Bonds (INAMI BONDS) FATWA
    Attached Images Attached Images  

  2. #2
    noman786's Avatar
    noman786 is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd February 2022 @ 09:28 AM
    Join Date
    03 Jul 2006
    Posts
    428
    Threads
    118
    Credits
    112
    Thanked
    7

    Default

    Quote SANJIDA said: View Post
    bayshake barilvi makatib e fikar k haan prize bond jaiz ho mgr islam main yeh haraam hai Nabi s.a.w nay apni asal raqam say azafi raqam laynay say mana farmaya hai aur azafi raqam sood main hi atey hai lihaza app apna prive bond wapis day kr apni asal raqam hi lay saktay hain
    agr is mufti sab k pass aisey koi hadees ya quran ki koi aisey ayat majood hai k jis main aya ho k app apni asal raqam kisi ko sirf is lalach main dain k app k leyay koi qura niklay aur app ko us quray ki badloolat apni asal raqam say zaida raqam wasool ho tu mufti saab wo hadees ya ayat beyaan krain hm us pe emaan la'ain gay
    aisay fatway ki koi haseyate nahi jis ki bunyaad main Quran ki ayat ya Hadees ki koi daleel majood na hoo
    Afsos hy aapki Soch par aapne Konsa Quran-o-Hadees K hawale de kr Prize Bonds ko Haram Qarar dya hy? aap Quran o Hadees se Sabit kare k Ye Haram hy.

  3. #3
    noman786's Avatar
    noman786 is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd February 2022 @ 09:28 AM
    Join Date
    03 Jul 2006
    Posts
    428
    Threads
    118
    Credits
    112
    Thanked
    7

    Default

    Quote SANJIDA said: View Post

    pata nahi app nay ya tu mayre baat pori nahi parhi ya phir mayrey baat say waisay nazrain churaa kr yeh baat keh rahay hain
    main nay kaha tha k Nabi s.a.w nay kisi ko dee hoi raqam say azafi raqam laynay say mana farmaya hai app ko pata nahi yeh baat hi nazar nahi aaey
    barhaal fatwa tu app nay post keya hai app hi is fatway k haq main koi hadees ya ayat paish krain agr app k pass koi ayat ya hadees nahi tu app yeh fatawa yahan say delete kr dain aisay logoon ko gumrah na krain

    waisay prize bond k pichay jo asal haqeeqat hoti hai usay parhanay k leyay yahan click krain
    Khoda Paharh nikla Choha "yaha Clickkare" mene socha tha shayad aapne Quran Hadees se wazahat hogi laikn wohi k apne jese Deen ko apne Baap ki meras samjha hova jo apni Marzi haram halal kar rahe ho! abi tak aapne Quran o Hadees Se ye nahi bataya k Prize Bonds Haram hy kisi ak jaga Quran ya Hadees mein Ye Jumla Likha dhika de k Prize Bonds Haram hy!

  4. #4
    noman786's Avatar
    noman786 is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd February 2022 @ 09:28 AM
    Join Date
    03 Jul 2006
    Posts
    428
    Threads
    118
    Credits
    112
    Thanked
    7

    Default

    Quote SANJIDA said: View Post
    waisay tu dollat k pujari ulma sood ko bhi jaize kehtay hain aisay ulma e soo say prize bond k haq main fatwa aa jana kon c bari baat hai
    baat tu tb banti hai jb fatway ki bunyaad quran ki koi ayat ho ya hadees e Rasool s.a.w ho


    MAZEED CLICK HERE

    Again wohi baat aap khud to koi baat Quran o Hadees se nahi kar rahe bus dosro par ilzam laga rahe ho aur Haji Sanaullah ban kr ak hi rat lagai hovi hy janab pehle apne zmeer ko satisfy karle phir behas kare!

  5. #5
    dilshadahmad's Avatar
    dilshadahmad is offline Advance Member
    Last Online
    24th November 2023 @ 02:10 PM
    Join Date
    02 Jan 2013
    Location
    Bahawalpur
    Age
    28
    Gender
    Male
    Posts
    1,111
    Threads
    104
    Credits
    894
    Thanked
    90

    Default

    Quote SANJIDA said: View Post
    bayshake barilvi makatib e fikar k haan prize bond jaiz ho mgr islam main yeh haraam hai Nabi s.a.w nay apni asal raqam say azafi raqam laynay say mana farmaya hai aur azafi raqam sood main hi atey hai lihaza app apna prive bond wapis day kr apni asal raqam hi lay saktay hain
    agr is mufti sab k pass aisey koi hadees ya quran ki koi aisey ayat majood hai k jis main aya ho k app apni asal raqam kisi ko sirf is lalach main dain k app k leyay koi qura niklay aur app ko us quray ki badloolat apni asal raqam say zaida raqam wasool ho tu mufti saab wo hadees ya ayat beyaan krain hm us pe emaan la'ain gay
    aisay fatway ki koi haseyate nahi jis ki bunyaad main Quran ki ayat ya Hadees ki koi daleel majood na hoo
    VERY NICE BHAI G
    BARALWION.K FATWY TO BAHUT sasty hain ye fatwa to kuch nahin

  6. #6
    A....Z's Avatar
    A....Z is offline ****LoNeLy****
    Last Online
    21st August 2023 @ 12:12 AM
    Join Date
    30 Jan 2013
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    1,248
    Threads
    36
    Credits
    1,695
    Thanked
    88

    Default

    Bhai jaan juwa sood dono haram hy. mgr ye prize bond juwa sood to nhi lgty. any ref plz share us.

  7. #7
    SANJIDA is offline Member
    Last Online
    13th March 2014 @ 06:10 PM
    Join Date
    02 Mar 2014
    Gender
    Female
    Posts
    226
    Threads
    1
    Thanked
    0

    Default

    Quote noman786 said: View Post
    khoda paharh nikla choha "yaha clickkare" mene socha tha shayad aapne quran hadees se wazahat hogi laikn wohi k apne jese deen ko apne baap ki meras samjha hova jo apni marzi haram halal kar rahe ho! Abi tak aapne quran o hadees se ye nahi bataya k prize bonds haram hy kisi ak jaga quran ya hadees mein ye jumla likha dhika de k prize bonds haram hy!

    main nay tu prize bond k pichay chupi haqeeqat bataey hai.
    App ko ilm tu ho hi geya ho ga k jb prize bond kisi ka nikalta hai tu jo us ka inaam deya jata hai wo inaam bank walay kis paisay say daytay hain???
    Us nay tu simple wazahat ki hai k jb loog prize bond laytay hain tu jitnay logoon nay prize bond leyay hotay hain bank walay un paisoon pe hasil honay walay sood ko chand logoon ko inaam k tor pe day daytay hain
    yeh haqeeqat bhi jaan kr app abhi tak sood khanay k hi haq main bhagay ja rahay hain

  8. #8
    SANJIDA is offline Member
    Last Online
    13th March 2014 @ 06:10 PM
    Join Date
    02 Mar 2014
    Gender
    Female
    Posts
    226
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote noman786 said: View Post

    again wohi baat aap khud to koi baat quran o hadees se nahi kar rahe bus dosro par ilzam laga rahe ho aur haji sanaullah ban kr ak hi rat lagai hovi hy janab pehle apne zmeer ko satisfy karle phir behas kare!
    app nay fatwa post keya hai app ko is fatway main quran o hadees ki daleel daynay main q mushkil paish aa rahey hai???
    Agr app k pas quran o hadees ki daleel nahi tu apna fatwa delete krwa dain q logoon ko gumrah kun fatwoon say gumrah kr rahay hain???

  9. #9
    WAQAS1412's Avatar
    WAQAS1412 is offline Senior Member+
    Last Online
    20th January 2021 @ 02:42 PM
    Join Date
    01 Apr 2013
    Location
    Islamabad
    Age
    26
    Gender
    Male
    Posts
    8,617
    Threads
    160
    Credits
    83
    Thanked
    622

    Default

    JazakAllah


  10. #10
    WasimAkram38 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th October 2022 @ 09:15 PM
    Join Date
    24 Nov 2009
    Posts
    41
    Threads
    1
    Credits
    1,093
    Thanked: 1

    Default

    Jamia Binoria ka fatwa


Similar Threads

  1. Check Your Prize Bonds Online....
    By rsdiqbal in forum General Discussion
    Replies: 1
    Last Post: 24th June 2009, 11:51 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •