salam all mem
mitroo jis ny apny note 2 ka version 4.1.2 kia huwa hai wo thek hai
kun ky main ny apny note2 ko 4.3 update kia tha lekin us main bohat khrabiyan hain sab se bari khrabi ky wo root ho kr bohat hang ho giya yahan tak ky mujy factry forrmate krna para..
umeed hai ap log samj hay hun gay
root ky bad har app unfor stoped bhi ho jati hai..
mujy dost ny bateya tha ky bekar hai main nhi mana to main ny update kr liya or main bhi pashteya..
ab ap logon ki marzi hai main ny apna tajarba bata diya
Bookmarks