Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 21

Thread: Dilchusap kahani

  1. #1
    SERIOUS_BHAI is offline Member
    Last Online
    4th April 2014 @ 11:55 AM
    Join Date
    09 Mar 2014
    Gender
    Male
    Posts
    445
    Threads
    18
    Thanked
    24

    Default Dilchusap kahani

    bus main sirf 2 hi seats reh gaey thin aik bhora shakas apni jawan baytey k sath aya ticket lee tu bus full ho gae phir bus karachi aday say nikali aur peshawar ki taraf rawana ho gae
    .
    Larkey intahaey khobsorat aur baygair parda k thi. baba ji nay atay hi bus waloon say batain start kr dee conductor nay apna morah uthaya aur baba g k pas aa k baith geya aur baba ji k sath batain krnay laga. baba ji nay bataya k mayrey b.v foot ho chuki hai mayra is dunya main mayrey baytey k ilawa koi sahara nahi. mayra koi bayta nahi bus yehi aik baytey hai rishtay dar mujay chor chukay hain. batain hotey rahey topic change hotay rahay baytey bhi barh chara k baat cheet main hisa laytey rahey. larkey ki khoob sorat ankhoon , cheray aur khoob sorat aawaaz nay puri bus waloon ko apni taraf matwajoo kr deya her larka bar bar us larki k haseen cheray ko daikhnay ki kosish krta
    .
    batoon hi batoon main acahanak hi baba ji ko khansi anay lagey aur us ki tabeyate bigrnay lage aur wo bayhosh ho geya qismat say aik doctor sahib bhi isi bus main majood tha doctor sahib jaldi say apni seat say utha baba ji ko check keya aur jaldi say baba ji ki zubaan k nichay aik goli rakhi adhay ghantay tak baba ji ki tabeyate bilkul theek thi. doctor sahib nay usay bataya k app ko heart attack howa tha lihaza app rastay main kisi hospital main apna checkup kerwain mgr baba ji na manay wo is baat pe bazid rahay k main ab peshawar ja k hi apna checkup krwaoo ga.
    .
    Baba ji heart attack ka sun kr kafi dair tak gehri soch main dobay rahay phir achanak uth kharay howay aur bari dilsoz awaz main kehnay lagay k yeh mayra dosra heart attack tha ab mujay khtra hai k tisra heart attack mayrey jaan na lay lay. mujay apni zindgee ki tu koi parwa nahi mujay jab apni baytey ka kheyaal ata hai tu main parayshaan ho jata hoon. mujay nahi ilm k main ab peshawar pohnch paoon ga bhi ya nahi. main chata hoon k main apni iklootey batey ka nikah apni ankhoon say daikhon aur jab main is dunya say rukhsat ho raha hoon tu mayray kandhay pe mayrey batey ka bojh na hoo. main nay ab faisala kr leya hai k jitney bhi jaldi ho sakay main apni batey ka nikha parhwa doon q k mujay nahi conform k main ab peshawar bhi pohnch paon ga ya nahi. koi shakas mayrey baytey say shadi krna chata hai tu main abhi us ka nikha parwanay k leyay teyar hoon.
    .
    baba ji ki dilsooz batain sun kr bus main kusar puser shuru ho gae her nojawan soch raha tha k q na main is haseena say apna nikah krwa loon itnay main aik larka khara ho geya aur us nay kaha baba ji app fikar na krain main app ki batey say main nikha karta hoon Allah nay mujay bohat kuch deya hai app ki baytey mayray ghar main bohat khush rahay gee.
    .
    us larkay ki baat sun k baba ji ka dil khush ho geya aur baba ji ankhoon main aik roshni c aa gaey. ab masla paida howa k nikah kis say parhain aik shakas nay kaha k rastay main koi masjid atey hai tu wahan breake laga dain ta k us masjid k molvi sab say nikah parhwa leya ja'ay. us ka mashrwa sun k bus main say hi aik molvi saab bolay ab kidhar majid main molvi sab ko dhondhay phiroo gay ??? main idhar majood hoon main parha dayta hon nikha aur methaey bhi mayray pass hai nikha k baad monh bhi mitha ho ja'ay ga. molvi saab ki baat sun k pori bus main aik khushi ki lehar dhor gae.
    .
    Molvi sahib nay larkay aur larkey ka nikah parhaya doctor sahib is taqreeb k moziz mehmaan thay un ko metha'ey paish ki gaey mgr wo sugar k mareez thay, baba ji ko heart ka masla tha aur larki apni maan ki yadoon main roo rahey thi, k kash mayrey maan hoty wo mujay apnay hathoon say rukhsat krtey, maan ki mamta ki judai nay larkey ka aur bhi dill dukhi kr deya tha, phir methaey pori bus main taqseem kr dee gaey sab log baba ji aur dulhay ko mubarik baatain day rahay thay dulha itney khobsorat b.v ko daikh kr pholay nai sama raha tha. ajj dulhay ka dil bohat khush tha aur baba ji ki bhi ankhoon main roshni aa gaey thi k us ki zindgee main hi usay aik acha damaad mil geya tha. ab raat kafi ho gaey thi bus peshawar ki taraf raat ki tarikhi main tayzey say dhor rahey thi. log safar ki waja say kafi thak chukay thay her koi ab seate k sath take laga k rest krnay laga mgr dluha najanay kin huseen khowaboon aur kheyaloon main khoya howa tha
    .
    driver bhi gari chalatay chalatay thak chuka tha aur usay bhi neend ki waja say chaker aa rahay thay dirver nay socha k main gari dosray dirver k hawalay kr k thori dair k leyay kuch soo lon. dirver nay jab pichay daikha tu dosra driver bhi mazay ki neend soo raha tha. dirver nay road ki aik side pe gari rokey k wo dosray driver ko jaga day k abb wo gari chala'ay ta k main rest kr sakoon.
    .
    darwaza zoor zor say khatak raha tha darwazay k khatknay ka shor sun kr driver ki ankh khuli, bahir say dhoop ki kirnain gari k ander aa rahey thi dirver ankhain mlta mlta jab darwazay k qareeb pohncha tu keya daikhta hai bahir police van khrey hai police walay nay usay gari say bahir bulaya aur kaha yeh kon sa time hai road pe gari khariy kr k sonay ka????
    driver ko yeh baat sun k aik shoq laga wo bhaag k gari main aya tu keya daikhta hai k pori bus soi hoi hai mgr baba ji , dulhan haseena, doctor sahib aur molvi sahib ghaib hain jab bus waloon ko uthaya geya tu pata chala her kisi ki jab , peras, bag wagira ka safaya howa parha tha. dulha bichara tu gham say nidhaal tha k us ki dulhan kidar bhaag gaey?????
    jab k baki bus walay apni qeematey chizoon ki fikar main thay.
    .
    bus waloon ko baba ji ki bazurgee, haseena ka husan, doctor sahib ki acting aur molvi sahib ki meetha'ey lay dobi
    isi leyay tu seyanay kehtay hain k
    .
    .
    .
    .
    .
    kisi bhi musafir say rastay main koi cheez lay k na khain


  2. #2
    super king's Avatar
    super king is offline Basit jaan
    Last Online
    13th April 2024 @ 07:26 PM
    Join Date
    24 Nov 2012
    Location
    @itdunya.com
    Age
    28
    Gender
    Male
    Posts
    1,883
    Threads
    180
    Credits
    2,973
    Thanked
    664

  3. #3
    SERIOUS_BHAI is offline Member
    Last Online
    4th April 2014 @ 11:55 AM
    Join Date
    09 Mar 2014
    Gender
    Male
    Posts
    445
    Threads
    18
    Credits
    0
    Thanked
    24

    Default

    Quote super king said: View Post
    wah bhai g maza agea
    bohat khob

  4. #4
    Its Me Again's Avatar
    Its Me Again is offline Senior Member+
    Last Online
    16th July 2022 @ 07:29 AM
    Join Date
    25 Nov 2010
    Location
    Lahore
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    378
    Threads
    19
    Credits
    1,239
    Thanked
    10

    Default

    Best storie

  5. #5
    SERIOUS_BHAI is offline Member
    Last Online
    4th April 2014 @ 11:55 AM
    Join Date
    09 Mar 2014
    Gender
    Male
    Posts
    445
    Threads
    18
    Credits
    0
    Thanked
    24

    Default

    Quote Its Me Again said: View Post
    Best storie

  6. #6
    WAQAS1412's Avatar
    WAQAS1412 is offline Senior Member+
    Last Online
    20th January 2021 @ 02:42 PM
    Join Date
    01 Apr 2013
    Location
    Islamabad
    Age
    26
    Gender
    Male
    Posts
    8,617
    Threads
    160
    Credits
    83
    Thanked
    622

    Default



  7. #7
    iwana777 is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd November 2018 @ 09:33 PM
    Join Date
    28 Dec 2013
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    80
    Threads
    12
    Credits
    86
    Thanked
    0

    Default

    wow great story but dukh be hwa jo logun ka sath bura hua.

  8. #8
    Muhammad7861's Avatar
    Muhammad7861 is offline Advance Member
    Last Online
    11th July 2019 @ 09:25 PM
    Join Date
    15 Feb 2014
    Location
    qaim bharwana
    Age
    27
    Gender
    Male
    Posts
    3,621
    Threads
    209
    Credits
    4,189
    Thanked
    559

    Default

    Bhot maza aya ha yar thanks for sharing with us
    Main life mein har kaam ek baar zaroor karta hoon ... aur joh kaam pasand aaya na ... usse do baar karta hoon

  9. #9
    UMAR_DRAZ's Avatar
    UMAR_DRAZ is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd December 2019 @ 02:43 PM
    Join Date
    16 Jul 2013
    Location
    Jabbi khushab
    Gender
    Male
    Posts
    1,681
    Threads
    25
    Credits
    1,836
    Thanked
    153

    Default

    Achi nasihaat thi thanks dear

  10. #10
    SERIOUS_BHAI is offline Member
    Last Online
    4th April 2014 @ 11:55 AM
    Join Date
    09 Mar 2014
    Gender
    Male
    Posts
    445
    Threads
    18
    Credits
    0
    Thanked
    24

    Default

    Quote WAQAS1412 said: View Post

    Quote iwana777 said: View Post
    wow great story but dukh be hwa jo logun ka sath bura hua.

    baaz log thokar kha k sikhtay hain tu baaz loog dosroon ko thokar khata howa daikh kr sikhtay hain


    Quote muhammad7861 said: View Post
    Bhot maza aya ha yar thanks for sharing with us

    Quote umarbhatti said: View Post
    Achi nasihaat thi thanks dear

  11. #11
    kamalwahab's Avatar
    kamalwahab is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd October 2015 @ 10:09 PM
    Join Date
    30 Dec 2013
    Location
    Rajan Pur
    Age
    33
    Gender
    Male
    Posts
    263
    Threads
    33
    Credits
    810
    Thanked
    22

    Default

    Thanks for sharing this story

  12. #12
    Sana kim is offline Member
    Last Online
    8th May 2014 @ 10:51 AM
    Join Date
    11 Mar 2014
    Age
    31
    Gender
    Female
    Posts
    110
    Threads
    4
    Thanked
    3

    Default

    Wow story buhat achi h thanx share krne ka

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Jeewan Bhar Ki Hai Yeh Kahani
    By aslam taj in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 6
    Last Post: 5th June 2010, 08:26 PM
  2. Kisne Toda Dil HaMara Ye Kahani Phir Sahi
    By mehar_tanha in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 5
    Last Post: 20th April 2010, 09:08 PM
  3. Ye Kahani Phir sahi....**
    By mhafeez in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 11
    Last Post: 29th November 2009, 06:42 PM
  4. Replies: 69
    Last Post: 28th June 2007, 10:09 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •