Assalam O Alaikum.
Doso Kal Mera Interview hain. aur Main Oman main ho. Interview main muj se kuch sawalat phoche jainge Please koi mera Help Kar dain.

Ping kia hain. is ki rate kia hain.
2G ki 3G 4G kia hain is ki ping, Download aur Upload speed kia hain.

Tower Signal ki Transmission kitne kilometer tak kam karte hain.

Repeater kia hain aur kia kam karta hain.

is ke alawa agar koi aur note b mile to bohat mehrubani hogi.

Main Intezar Karunga.
Thanks.