@hamzachohan aap se help liya sakta hoon?
main vb6 per yeh walay project banaya chata hoon tu aap mera kiasay help kar sakta hain main apna introduction yeh walay hai kay 3 years ka aptech se advance software enginner mai diploma kiyaa howa hai aur iss waqt main kaam kay talash kar raha hoon aur apna se kaam karna ka idea hai
yahaan per main apna email id nahi deya sakta hoon tu main kiasay aap se net per contact kar sakta hoon?
Bookmarks