dosto umeed hai ap tek tak hongay...... dosto ab tak may nay ap nay pc par urdu install nai keya or na install karna ata hai..... mehrabani kar kay achay achay fonts ka sath Humain urdu install karnay ka tarika or fonts ko install karnay ka tarika send karain.

wasalam