Dosto main bohut dino say try kar rha houn par gmail ka new acount nahin bun rha..main pehla page fill kar kay next par click karta houn to koi error aa jata hai.aur sorry likha aa jata hai..aur yahoo ki id bnai hai to jub main id open karta houn .aur email box par click karta houn wo open nahin hota..plz koi bta sakta hai meray sath kia ho rha hai...main wait karoun ga...plz help
Bookmarks