Quote Naveed 787 said: View Post
agar nabi alimull gaib hote to ama aisha ka haaar gum ho gaya to sare sahabi preshan the nabi khud pareshan tha agar nabi gaib janta to preshan kyun hota
aghar muslman ho to sharam karo as tarha k baat karty hoe.
Beshak Allah janta tha k farun eman nahin laega to hazart musa sy kewn farmaya k os ko islam ke dawat do?
Keya Allah ko ye ilam nahin tha k farun eman nahin laega?
Har wale waqe a sy ye maqsad tha k munafaq jo apne kofar ko chhupate dy wo zahir ho gae.
Aghar hazor pahly khabar daty k haar kahan hy to munafqun k kofar ka pata kase chalta.