1-ye kainat 6 din me bani or aakhri din jumme ka tha,
isliye isko
Syed-ul-Ayaam kaha jata hai.
2-jumma k din hi Qayamat aaye gi.
3-jumma k din hi Hazrat Aadam A.S. paida hue or unki wafat B jumma k din
hoi.
4-Hazrat Aadam A.S. Jumma k din hi jannat me dakhil hoe or unhein jumma k din hi Duniya me bheja gaya.
5-jumma k din
1 ghari aisi aati hai jis waqt ALLAH apni makhloq ki har dua qabool farmata hai.
6-jumma k din jahanum ki aag nahi jalai jati.
Or
Oske Darwaze Band rakhy jate hen.
7-is Din 1 neki ka sawab 70 Guna ata kia jata hai.
Bookmarks