owaisrider58 said:
assalamlikum,
bhai yeh bhi cymera mai ho skta hai boht asaan hai ap ko bas karna yeh hai kai cymera kai top per jo options hotai hain un mai sai aik hota hai decorate us per touck karaingai tou chaar (4) option ayengai us mai sai aik text ka hoga us per click karain apko jo bhi likhna hai woh likhain us ka colour select karain or aik last option hoga uper ki taraf us pai touch karain usmai aik option hoga transperency us pai touch karain ap ko text jitni lite karni hai karain or ok kadain apka kaam hogaya.14ag:
Bookmarks