bhai is tread say mujhay kuch bhi samajh nahi aya main nay to pahlay bhi kaha k main free net k lia moding karna cahta hoon ye tread itna lamba ho gya lakin abhi tak kuch bhi nahi howa
bhai is tread say mujhay kuch bhi samajh nahi aya main nay to pahlay bhi kaha k main free net k lia moding karna cahta hoon ye tread itna lamba ho gya lakin abhi tak kuch bhi nahi howa
bhai sab se pehle apke pass setting hni chahiye net ki jis pe ap free net chala rahe handler par phir wo mod banate waqt setting karni ho gi bhai
......
and ap mera wala mod opera uc use karo na free net chalane ke lie
....
phir us me jo setting he wo men apko dalna sikhata hun
.....
.
.
.
.
men apko samjhane ke lie kal. tak 2700 c se sikhao nga with screen shots
Ok bhai main to filhal pakeg wala net use kar raha hoon main main free net chalaonga phir aap ko bataonga k konsa settin use kar raha hoon aap k reply ka intezar rahay ga
ji bhai
bhai main nay ye cheak kea meray sath working hai http://www.itdunya.com/t457168/
kahan ho bhai
Bookmarks