Page 3 of 7 FirstFirst 123456 ... LastLast
Results 25 to 36 of 79

Thread: Sad Ghazal Available Here

  1. #25
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    Suno Tum Laut Aao Na
    Suno Tum Laut Aao Na

    Woh Dekho Chand Nikla Hai
    Sitarey Jagmagaye Hain
    Hamari Muntazir Aankhein

    Duaein Mangti Aankhein
    Tumhain Hi Sochti Aankhein

    Tumhain Hi Dhondti Aankhein
    Tumhain Wapis Bulatin Hain

    Yeh Dil Jab Bhi Dharakta Hai
    Tumahara Naam Leta Hai

    Yeh Aansoo Jab Bhi Behtein Hain
    Tumahrey Dukh Mein Behtein Hain

    Ke Barish Jab Bhi Hoti Hai
    Tumhe Hi Yaad Kartein Hai

    Khushi Koi Jo Aayey Bhi
    Tumharey Bin Adhori Hai

    Suno Tum Laut Aao Na
    Suno Tum Laut Aao Na.

  2. #26
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default


    Kabhi Jo Hum Nahi Honge
    Kaho Kisko Batao Gay
    Wo Apni Uljhanay Sari
    Wo Bechaini Mei Doobay Pal
    Wo Ankhon Mei Chupay Ansu
    Kisay Phir Tum Dikhao Gay
    Kabhi Jo Hum Nahi Hon Gey
    Bohat Baychain Ho Gay Tum
    Bohat Tanha Reh Jao Gay

    Abhi B Tum Nahi Samjhey
    Hamari Un Kahi Batein
    Magar Jab Yaad Ain Gey
    Bohat Tumko Rulain Gey
    Bohat Chaho Gay Mager Phir B
    Hamein Na Dhound Pao Gay
    Kabhi Jo Hum Nahi Hon Gey.

  3. #27
    pakstar999 is offline Member
    Last Online
    28th October 2014 @ 12:34 AM
    Join Date
    07 May 2014
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    804
    Threads
    78
    Thanked
    70

    Default

    great

  4. #28
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    pakstar999 Thank you.

  5. #29
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    Us Ko Chaha Bohat Magar Mila Hi Nahi
    Lakh Koshish Ki Magar Fasla Mita Hi Nahi
    Us Ko Zamane Ne Majboor Is Qadar Kar Diya
    Meri Kisi Sada Per Wo Thehra Hi Nahi
    Har Aik Se Poocha Uske Na Milne Ka Sabab
    Har Aik Ne Bataya Wo Teray Liye Bana Hi Nahi
    Main Tamam Tar Koshishon Ke Bawajood Har Gayi
    Wo Usse Mil Gaya Jise Us Ne Manga Hi Nahi
    Itni Shiddat Se Maine Usse Chaha Or Wo Kisi Or Ka Ho Gaya
    Shayad Is Jahan Me Wafa Ka Koi Sila Hi Nahi.

  6. #30
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    Friends Like Karne Ka Shukria.

  7. #31
    Shehzad Iqbal's Avatar
    Shehzad Iqbal is offline Advance Member+
    Last Online
    26th November 2023 @ 06:28 PM
    Join Date
    16 Jan 2009
    Location
    Karachi
    Gender
    Male
    Posts
    28,463
    Threads
    2271
    Credits
    11,705
    Thanked
    5385

    Default

    moved to roman urdu poetry

  8. #32
    Idrees143 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd May 2016 @ 05:53 AM
    Join Date
    17 Apr 2014
    Location
    Bajaur Agency
    Age
    26
    Gender
    Male
    Posts
    1,422
    Threads
    38
    Credits
    47
    Thanked
    73

    Default

    Nice dear

  9. #33
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    Thanks adrees143

  10. #34
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    hummian kho kar bohat pachtao ge jub hum nahi hongay.
    bhari dunian ko veeran paoge jub hum nahi hongay.

    bohat assaan sahi rahe wafa ki manzilein lakin
    akeele tum kahan tak jaoge jub hum nahi hongay.

    humain kho kar bohat pachtaoge jub hum nahi hongay.
    bhari dunian ko veeran paoge jub hum nahi hongay.

    hummian apna nahi jane tammana gham tumara hai.
    k tum kis par sitam farmao ge jub hum nahi hongay.

    humain kho kar bohat pachtaoge jub hum nahi hongay.
    bhari dunian ko veeran paoge jub hum nahi hongay.
    *********** ***********

  11. #35
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    Farz karo tum kuch na pao apna aap luta kar bhi
    Farz karo koi mukar hi jay sachi kasmain kha kar bhi

    farz karo yeh farz na ho or sachi aik haqeeqat ho
    tere ishq k har rastey par jana aik kayaamat ho

    or suna hai aesi kayaamat khoon jigar ka peeti hai
    tum to faqat yeh farz karo ge mujh pe yeh sub beeti hai.

  12. #36
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    meri zindagi k tewar, mere haath ki lakeerain,



    inhain kash tum badalty,



    TO KUCH OR BAAT HOTI,



    mein he tera aaiena tha,



    mein he tera aaiena hoon,



    mujhe dekh ker sanwarty,



    TO KUCH OR BAAT HOTI,



    abhi aankh he lari thi k gira dia nazar se,



    zara faslay jo ghat,ty



    TO KUCH OR BAAT HOTI,



    ye khulay khulay se gaisoo,inhain lakh tum sanwaro,



    mere hath se sanwarty,



    TO KUCH OR BAAT HOTI,



    mujhe apni zindagi ka koi gham nai ha lekin,



    tere baazion me marty,



    TO KUCH OR BAAT HOTI.....

Page 3 of 7 FirstFirst 123456 ... LastLast

Similar Threads

  1. Likhi Hai Ye Ghazal "SIRF TERE LIYE"
    By tauqeer king in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 5
    Last Post: 27th January 2022, 06:14 AM
  2. Ghazal
    By sibghati in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 1
    Last Post: 21st June 2017, 05:39 PM
  3. Muje Ye 2 Ghazal Must Chahye
    By Muntazir_Ktk in forum SMS/MMS/EMS/SMSc
    Replies: 13
    Last Post: 10th December 2013, 09:05 AM
  4. tu samjhoo ghazal hy.
    By M.Jawad in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 8
    Last Post: 14th December 2009, 05:27 PM
  5. Ghazal Of the Day----Award Goes To......
    By A.A.Yasir in forum Baat cheet
    Replies: 29
    Last Post: 17th June 2009, 09:45 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •