It duniya k pyare dosto, ma na new cpu lena hai... ap Expert plz guide kare, k mja konsa cpu lena chaheye aajkal market ma konsa cpu best hai.. muja 8sa lake 10,000 tk lena hai .. ab ap log plz guide kare information da ku k ap log jante hai hum to apse hi guide leta hain. ku k koi b mushkil pesh aye hum gabrate nahi hai ku k humain ap jyse friends aur expert pa bharsoa hota hai.. acha ye b bata da k dell acha rahega ya hp aur sys k mutaliq detail sa bata da k harddisk katni lagi hogi Ram aur proccecer aur baqi cheezain. price 8000sa 10,000tk. i m waiting.