Bhai ek masla ho gaya hai help krain maine new cpu laya hai shop pe sb theik tha ghar aya on kia to display nai ho raha processor or rams bhi check karli hain cpu on karta h0n to on ho jata hai magr baqi kam nai karta na koi awaz ati hai or na lcd pe fark parta hai fan wagaira chalte hain sb plz help