Yar mera pas p4 ha ibm company ka desktop aur us ka processor 2.0 ghz ha aur us ki ram 512mb ki ha aur us ma jo ram lagti ha us ka cut is tara hain jis tara ka p3 ma hota hain kya p3 ka cut wali ram 512mb ki ho sakti ha kyun ka mera cpu ma 2 ports hain ram lagana ka liya
Bookmarks