AOA dosto!
mujey apne experts ye poochna hai ke, kia koi mujey "The Italian Job" ka link de sakta hai. ya iss ki cd kahan mil sakti hai. mein bohat talash kia lakin mujhey pooray Peshawar mein kahin nahin mili. ya to aap log muje iss ka link day dain, rapidshare ka nahin hona chahiya. ya phir mujhey bata dain ke net par kasay kissi se khareed sakta hoon. kia pakistan mein aisi compnies hain jo home delivery karti hoon.
thanks in anticipation
Nadeem Gul
Bookmarks