assalam o alaikum!!!
friends....!!
mery pas evo wingle cloud hai...
mujhy is k baray mein yeh pata chal sakta hai...k..mein ny jitny gb data used kar lia hai aur kitny gb data ki limit baqi hai........mera evo ka pkg 1250 par 30 gb hota hai...jo aik month k liye hota hai...!!!
aur bhi is k bary mein hum jo jo cheez jan sakty hain....wo bhi mery sath share kar dain...!!!
ap sab k reply ka wait rahy ga.....!!!!
thnx...!!!!