koi mujhe btaye. English may kuch aise fiqre hote hai jinke liye ham fomula sa istemal karte hai.jaise."wo chalte chalte reh gaya" doctor aane se pehle mareez mar choka tha etc is type k fiqro k liye formule se istemal hote hai to bhaiyo koi btaye k is type k fiqro grammar k liye konsi kitab achi hai. jisme zyada tar is kisam k fiqre hote hai.