Assalam alikum
dostoun... Mujhay maloun yai karna hai k
inpage main font change karnay ki short cut key kia hai
bar bar upar ja kar mouse say change karna parta hai font.... Agar doa fonts main kaam kar rahay houn...
Jaisay noor nustalikh likhtay likhtay agar bombay black par lana hai kisi lafz koa toa kia koi shortcut key hai is ki
isi tarah agar english ka font change karna hoa toa uski kia key hai
agar kisi koa maloum hai toz plz bata dain
shukria
Bookmarks