Results 1 to 6 of 6

Thread: Islamic SMS Archive 7

  1. #1
    shahid786imran is offline Member
    Last Online
    7th February 2018 @ 06:27 PM
    Join Date
    06 Apr 2009
    Location
    Pakistan, Gujrat
    Age
    37
    Posts
    431
    Threads
    80
    Thanked
    17

    Default Islamic SMS Archive 7

    ALLAH ALWAYS HAS 3 REPLIES TO OUR DUAS..1..YES!
    2..YES BUT NOT NOW!
    3..I HAVE BETTER PLAN FOR YOU...!
    THERE IS NEVER A (NO)..SO JUST HAVE FAITH AND PRAY FOR EVERY ONE...JAZAK ALLAH
    --------------------
    PROPHET PEACE BE UPON HIM SAID..INSAN ALLAH KI RAZA K LIEY GHUSAY KA JO BI GHOONT PEE JATA HA WO ALLAH K NAZDIK HAR PEENAY WALI CHEEZ SE AFZAL HA...SUBHAN ALLAH PLZ FRWD THIS BEAUTIFUL HADIS
    --------------------
    EK HADIS KA MAFHOOM HAI...RAMZAN MAIN 4 KAAM KASRAT SEY KARO.. 1....KALMA TAYABA KI KASRAT 2...ASTAGH FAAR..3...JANNAT KI TALAB...4..DOZAKH SE PANAH..!2ND ASHRA SB KO MUBARIK HO..
    --------------------
    "Logon se mail jol is taran rakho k agar tum mar jayo to tumare leye royen. or zinda raho to tumse milna chahien" Hazrat Ali (R.A).
    --------------------
    Hazrat Muhammad ne Irshad Farmaya,
    jab shetan murdud ho gaya to us ne kaha k aye Rab! tere izat ki kasam! mian tere bandon ko behkata ra hoon ga, jab tak un ki rohen un k jismon main rahien gey.
    ALLAH Rabulizat ne irshad Farmaya, Mujhe kasam hai apni izat o jalal ki, jab tak wo mujse Astagfar kerte rahien gey, main un ko bahksta ra hoon ga. Suban ALLAH.
    --------------------
    Hazrat Muhammad(S.A.W) ne Farmaya:
    "Ankhoon ko un ka Haq do" Logon ne pocha Huzoor Ankhoon ka Haq kya hai?
    Ap(s.a.w) ne Farmaya:
    Quran ki taraf nazar karna or is ke Tilawat karna.
    --------------------
    HAZRAT MUHAMMAD (SAW)nay farmaya, wo shakas apnay ap par zulam karta hae jo din maen ek bar b Astagfaar nahen kaehta
    --------------------
    Khuda ne kaha apne ghamo ki numaish na ker
    Tu apne naseeb ki aazmaish na ker
    Jo tera he wo tere Dar pe zarur aye ga
    Tu us ko pane ki bar bar Farmaish na ker
    --------------------
    YA RAB TARY MEHBOOB KA JAWA DIKHA DE
    US _HUSSAIN_E_MUJASAM KA SIRAPA DIKHA DE
    BUS MARY DIL KI YAHI DUA HAI MOLA
    IS SMS PARHANAY WALO AUR BEHJINY WALY KO MADINA DIKHA DE (AMEEN)
    --------------------
    Quran main 700 bar "Namaz" ki dawat di gaye

    Hazrat Ayesha (RA) ne sab se pehlay Quran ki Ayaton ko gina.

    "Quran main Surah Al Baqara sab se bari aur Surah Al Kausar sab se choti Surah hain.

    "Quran ko pora hone main 22 saal 5 month 14 din lagay.

    "Quran main ALLAH ka Naam 2584 bar hey.

    "Duniya Main Quran 103 zabano main hey.

    Quran main 4 masajid k naam hain.

    1) Masjid-ul-Haram
    2) Masjid-ul-Ziraar
    3) Masjid-ul-Nabawi
    4) Masjid-ul-Aqsa
    --------------------
    Hazrat Muhammad(s.a.w) ne Farmaya:
    Tum apni peshani se us matti ko saaf na karo jo namaz main sajde se lage jaye. jab tak sajde ka nishan peshani per ho, Faristy DUA kerte rahien gey. Subhan ALLAH
    --------------------
    "Dua"
    Ya ALLAH hum tujse mangte hain aese MAFI jis ke baad GUNAH naho,
    aese HIDAYAT jis k baad GUMRAHI naho,
    Aese RAZA jis k baad NARAZGI naho,
    Aese REHMAT jis k Baad AZAB naho,
    Asi KAMYABI jis ke baad NAKAMI naho,
    Asi IZZAT jis ke baad ZILLAT naho,
    Ya Allah mujhe Duniya aur AKHRAT ki ZILLAT se bacha MUSTAQBIL k aane wale dino main sukoon ATA farma aur hamen inse FAIZYAB Farma.
    AMEEM.
    --------------------
    "DUA"

    Mere ALLAH Meri Izzat k Liye yahi kafi he k Me Tera Banda hoon

    Or Mere Fakhar k Liye yahi kafi he k Tu Mera Parwardigar He

    Tu Wesa hi he Jesa Me Chahta hun

    Bus Tu Mujh ko Wesa Bana De Jesa Tu Chahta he.....

    "AMEEN"
    --------------------
    sur jhukanay sai namazain to ada hoti hain
    dil jhukana bhe zarori hai ibadat k leye
    faraz nai is khayal sai tor di tasbih
    kya gin k uska nam lon jo be hisab dai
    --------------------
    ALLAH subko rizq daiga ye uska wada hai par wo sub ko bakhshih daiga iska us nai wada nai kya to phir kyun?
    rizq k leye pereshan ho or maghfirat sai beparwah
    --------------------
    Zikar se dil ko aabad karna
    Gunahoun se khud ko pak karna
    Hamari bas itni si guzarish ha ke
    Ramzan mein hamein apni duaon mein yaad rakh na
    --------------------
    ramzan is a good month in the year.terefore we recite the HOLLY QURAN and GOD abadat
    --------------------
    Azab-e-Qabar se bachne wali 7 cheezain:
    1) Namaz ki Pabandi
    2) Sadqe Ki Kasrat
    3) Tilawat-e-Quran
    4) Tasbihat Ki Kasrat
    5) Jhoot Say Bachna
    6) Khayanat Say Bachna
    7) Chugli Say Bachna

    Duao Ka Taalib
    --------------------
    Dua is not the "spare tyre" we pull out when we feel life has gon flate. Dua is the "steering wheel" that helps direct our life in the right path!
    keep praying.
    --------------------
    IRSHAD-E-NABWI(SAW)HAE K "JAB MULK ME TABAHI HO AOR LOGON KI JAN-O-MAL MEHFOOZ NA HON TO KASRAT SE" ASTAGHFAR" PARHO"
    --------------------
    Mafoom Hadis:
    Eman ka maza chak liya us shakhs ne jo ALLAH ko apna rab, Islam ko apna Din aur Muhammad(s.a.w) ko apna Rasool taslim ker k razi ho gaya. (Bukhri / Muslim)
    --------------------
    Do u Know Sab Se Phalay Konsi NAMAZ Kis ne Parhi?

    1) Fajar: Adam A.S
    2) Zohr: Ibrahim A.S
    3) Magrib: Dawood A.S
    4) Isha: Younus A.S

    Plz Farword All Muslim
    --------------------
    Shaitan 40,000 Baras
    Tak
    Jannat ka Khazanchi
    Raha!
    14,000 Baras tk ARSH
    Ka TAWWAF Karta
    Raha!
    Es Ka Naam Pehle
    Asmaan per
    ABID.
    Doosre par
    ZAHID.
    Teesre par
    ARIF.
    Chothe par
    WALI.
    Panchhwe Par
    TAQI.
    Chattey Par
    AZAZEEL.
    Saatwey Par
    IBLEES Tha!
    (Book-Tafser.e.Sawi)
    Ek Sajdday K INKAR se
    Shaitaan MARDOOD ho
    gaya!
    Aur Hum Rozana KitnaySajdday nahi Kartay Jo Hum par FARZ kiye gaye.!!
    Sochye Ga
    Zaroor
    --------------------

  2. #2
    IT Genius's Avatar
    IT Genius is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd November 2020 @ 02:14 PM
    Join Date
    02 Jul 2009
    Location
    Gujranwala
    Gender
    Male
    Posts
    1,252
    Threads
    54
    Credits
    1,342
    Thanked
    151

    Default

    very nice

  3. #3
    shahid786imran is offline Member
    Last Online
    7th February 2018 @ 06:27 PM
    Join Date
    06 Apr 2009
    Location
    Pakistan, Gujrat
    Age
    37
    Posts
    431
    Threads
    80
    Credits
    0
    Thanked
    17

    Default

    thans 4 resp.

  4. #4
    energy saver is offline Member
    Last Online
    16th September 2012 @ 09:15 AM
    Join Date
    09 Sep 2009
    Location
    Dera Ghazi Khan
    Age
    35
    Posts
    711
    Threads
    36
    Thanked
    45

    Default

    Nice brother

  5. #5
    shahid786imran is offline Member
    Last Online
    7th February 2018 @ 06:27 PM
    Join Date
    06 Apr 2009
    Location
    Pakistan, Gujrat
    Age
    37
    Posts
    431
    Threads
    80
    Credits
    0
    Thanked
    17

    Default

    thanks

  6. #6
    newking's Avatar
    newking is offline Senior Member+
    Last Online
    18th September 2018 @ 10:37 AM
    Join Date
    30 Jul 2008
    Location
    I live in a smal village of District Gujranwala
    Age
    37
    Posts
    465
    Threads
    46
    Credits
    12
    Thanked
    6

    Default

    bhaut bhaut shukrya......................................

    UMAR CHATTHA...............

Similar Threads

  1. Islamic SMS Archive 5
    By shahid786imran in forum SMS/MMS/EMS/SMSc
    Replies: 9
    Last Post: 16th August 2018, 12:20 PM
  2. Islamic SMS Archive 7
    By shahid786imran in forum SMS/MMS/EMS/SMSc
    Replies: 0
    Last Post: 7th November 2009, 10:24 PM
  3. Islamic SMS Archive 2
    By shahid786imran in forum SMS/MMS/EMS/SMSc
    Replies: 0
    Last Post: 7th November 2009, 10:23 PM
  4. Islamic SMS Archive 4
    By shahid786imran in forum SMS/MMS/EMS/SMSc
    Replies: 0
    Last Post: 7th November 2009, 10:21 PM
  5. Islamic SMS Archive 3
    By shahid786imran in forum SMS/MMS/EMS/SMSc
    Replies: 0
    Last Post: 7th November 2009, 10:20 PM

Tags for this Thread

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •