Hamare yahan cabel ka kuch masla hy chalti hy tu saf nhi ati kisi ne Dish ka mashwara diya hy k us pe ache chanels ajate hen. paksitani indian tu mujhe idea nhi hy k konsa lena chaiye lena b chaye ya nhi ap logon ka kia khayal hy or kitne tak ajta hy konsa sahi hy.???

jawab ka intzar rahega ku k kal lena hy mene,

thanks