doston meri aik problem hay.maine 32 Gb sd card liya hay.maine wo card apni tablet may lagaya.ekdum perfect working hay.lekin mujhe yeh nhi pata k may apni tablet se apney card may app kaisey move karoon.mairey paas samsung galaxy tab 3 hay jiska android 4.1 hay (model us tab ka sm-t210) hay.jis tarha normally move kartey hayn wahan to koi option hi nhi move karney ka.mainey is k liye different softwares bhi download kiye hayn.lekin un se bhi koi faida nhi hua.maine net per search kia tou results mai tha k android 4.1 se aap apni apps move nhi kar saktey.plz agar kisi k paas koi method hay to batade barii meherbaani hogi lekin root k ilawa btana q k yeh tab mainey 2 months pehlay hi li hay aur may iski warranty kharab nhi karna chahta.plz help me.computer k zariey bhi move ki aur wo ho bhi gayi lekin jab tablet on ki tou dekha k udhar tou wo move nhi ho.aur abhi bhi tablet may hay.mai apna 32 GB card aisey hi zaya nhi krna chahta.plz plz plz help me plz