Assalam o alaekum
Umeed ha sab log kher o afiyat say hongay,
Ap say aik mashwara lena tha wo ya k manay 1 saal qabl i-com kia or Alhamdulillah clear hva .
uskay baad ma saudi agaya job karnay k liya,
ab ma chahta hoon k ma parhai continue karoon ma B-A karna chahta hoon,
mujhay chutti 2 saal k baad milay gi ,
koi meri behtar rehnumai kar sakta hai?
Allah jazaiy khair day,
ap k reply ka muntazir,
Abdul Hadi.
Bookmarks