Salam all friends,
main ya janna cahta hun ka domain name kaha sa register kiya ja sakta ha or kon se sites best or purani hain jo domain dati hain or main .com wali domain cahta hun or is ka rent kitna tak hota ha or kab tak domain name valid rahta ha agar main domain ko register kar lu or site na bnau is ka ilawa agar domain ka bara main kisi dost ka pass koi khas info ha to pls zaror share karain shukriya.
Bookmarks