please meri help karo mujy pochna tha k mai jab b inpage mai likha likh kar usy EPS file k through photoshop mai ma lata hun to whan editing kar k jab usy mai twitter.com par post marta to jo likha hota hai wo damg ho jata hai i mean thek likha hua nazar ni ata hai so please ap mujy batain k mai inpage mai page ka kiya size rakha karon ar adobe photoshop mai kiya size hona chahiye ta k theek nazar aye