Expart kbi kbi aisa hota he ham Apne mobile ka secorty Code karte hain or Bhul jate hain mere sath bhi pechle dinu Aisa howa Mene apne Nokia 500 Ka code change kia or bhul gya Ab wo Filish krne ko dia hai shop par 3 din ho gay hain or Expart kehta kal ho jay ga .. Kiya aisa koi Tareeka hai Jis se ham code ka khud pta laga sakin ham ne kn sa pwd set kia tha ya koi aisa softwer btao jis se mobile unlock ho jay

Thanx