hotmail ki 10hazar E.mails ko kis tara delete karoon?
meray hotmail account main 10000 E-mail jama ho chuki hain.main in ko kis tara aik bar hi click karnay se delete kar skata hoon.kaya in ko akhta del karna mamken hai.hotmail ka page kis tara set kartay hain.jis tara gmail main 100 aur yahoo main 200 Email aik page par display hoti hain kaya is tara koi option hotmail main b hai.meray account main to sirf 25 hi display ho rahai hain.plz mukamal tafseel se jawab dain.
idrees chaudhary