Results 1 to 6 of 6

Thread: I Need Help In MS Excel

  1. #1
    Sahil_Ali_Noor's Avatar
    Sahil_Ali_Noor is offline Junior Member
    Last Online
    14th October 2012 @ 08:47 PM
    Join Date
    22 Dec 2008
    Posts
    16
    Threads
    5
    Credits
    960
    Thanked
    0

    Question I Need Help In MS Excel

    As salam o Alaikum all Experts,



    Kia koi mujhy bata sakta hai kay agar kam karty howy Excel ki sheet kay colums khatam hoo jayen to kia hum or add kar sakty hain main MS Excel 2007 use kar raha hoon.. Aik Sheek main 256 colum hoty hain but mujhy usi sheet main or colum chahiyen. Kia aisa koi tareeqa hai kay default 256 colums ko barhaya ja saky??

    Main ap kay reply ka intazar karoon ga..

    Take care

    Allah hafiz.

  2. #2
    NadeemGul's Avatar
    NadeemGul is offline Advance Member
    Last Online
    5th December 2021 @ 10:00 PM
    Join Date
    28 Dec 2005
    Posts
    987
    Threads
    17
    Credits
    1,374
    Thanked
    0

    Default


    REMEMBER...
    The shortest distance between a problem and a solution
    is the distance between your knees and the floor.
    The one who kneels to Allah,
    can stand up to anything.

  3. #3
    Sahil_Ali_Noor's Avatar
    Sahil_Ali_Noor is offline Junior Member
    Last Online
    14th October 2012 @ 08:47 PM
    Join Date
    22 Dec 2008
    Posts
    16
    Threads
    5
    Credits
    960
    Thanked
    0

    Default

    Brohter is say problem solve nahi howi......

  4. #4
    NadeemGul's Avatar
    NadeemGul is offline Advance Member
    Last Online
    5th December 2021 @ 10:00 PM
    Join Date
    28 Dec 2005
    Posts
    987
    Threads
    17
    Credits
    1,374
    Thanked
    0

    Default

    Brother aap karna kiy chaahte hain? aam taur par to itne column ki zroorat nahi parti, agr paish aa b jaaye to ooper di gai technique aap use kar sakte hain aur agar aap bilkul dosri sheet use nahi karna chaahte to phir aap ko Microsoft web commponent download karna hoon gay.
    Phir aap apni sheet main Microsoft spreadsheet control add karna ho ga. iss se aap ko ek hi sheet main 18,278 columns aur 262,144 rows mill jaayen gi.
    iss ka istemaal bilkul excel jaise hi hai, sirf formula baar k liye aap ko ek button par click kar k wahan formula add karna ho ga.
    main Excel 2002 use kar rha hoon. uss k web component ka link de rha hoon. aap download kar k istall kar lain, ya 2007 k liye Microsoft ki site se yaqeen aap ko mill jaaye ga.

  5. #5
    aftab_ali2k1 is offline Senior Member+
    Last Online
    25th January 2018 @ 11:19 AM
    Join Date
    29 May 2007
    Location
    UAE
    Posts
    168
    Threads
    4
    Credits
    1,016
    Thanked
    0

    Default

    yeh bas yeh btanaa chaaa rein ahin kmein asaa ker sktaaa hooo tu soo agr app mein sy ksii ko nahi malum tu mein bataa dehta hon aj tak Micrisoft ya barii sy barii compnies ko itny column banany ka mooqaaa nahi milaaa yeh malum nahi kon siiiiiii Film ki summary dehnaa chaa rein hain column

  6. #6
    Sahil_Ali_Noor's Avatar
    Sahil_Ali_Noor is offline Junior Member
    Last Online
    14th October 2012 @ 08:47 PM
    Join Date
    22 Dec 2008
    Posts
    16
    Threads
    5
    Credits
    960
    Thanked
    0

    Default

    Quote NadeemGul said: View Post
    Brother aap karna kiy chaahte hain? aam taur par to itne column ki zroorat nahi parti, agr paish aa b jaaye to ooper di gai technique aap use kar sakte hain aur agar aap bilkul dosri sheet use nahi karna chaahte to phir aap ko Microsoft web commponent download karna hoon gay.
    Phir aap apni sheet main Microsoft spreadsheet control add karna ho ga. iss se aap ko ek hi sheet main 18,278 columns aur 262,144 rows mill jaayen gi.
    iss ka istemaal bilkul excel jaise hi hai, sirf formula baar k liye aap ko ek button par click kar k wahan formula add karna ho ga.
    main Excel 2002 use kar rha hoon. uss k web component ka link de rha hoon. aap download kar k istall kar lain, ya 2007 k liye Microsoft ki site se yaqeen aap ko mill jaaye ga.

    Bohat bohat shukria brother... Actually main apney department ka vacation plan bana raha hoon or manager nay kaha hai kay per day kay hisab say banana hai isi liye mujhy zaida columns ki zarorat hai...

Similar Threads

  1. Excel tip (Hidde formula in formula bar in excel)
    By Honour12 in forum Urdu Tutorials & Designing
    Replies: 14
    Last Post: 31st May 2016, 10:06 AM
  2. MS EXCEL - Al-Quran in Excel
    By Mubashir Aziz in forum General Discussion
    Replies: 45
    Last Post: 16th March 2015, 08:59 PM
  3. Not Working Zaara's Excel Tutorial In Pdf & 300 Excel Tips
    By iftikhar01 in forum General Discussion
    Replies: 94
    Last Post: 14th May 2012, 04:28 PM
  4. Need Help in excel
    By nsm1870 in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 4
    Last Post: 16th March 2010, 11:02 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •