Respected All Members
Aaj mein aap se jo sharing karne jaa raha hoon wo yeh hai k hum jab bhi apna computer use karte hain to uski history jama ho jaati hai aur saath hi internet ki to usko clear karne k liay ek software share kar raha hoon jis ka naam hai PRIVACY GAURDIAN umeed hai sub ko zaroor pasand aaye ga.
Duaon mein yaad rakhiye ga.
Is ko aap download kar len aur dikhiya sub kuch clear.
Faheem Shahzad
.....................
Bookmarks