Aslamo alikum mara pass samsung galaxy gt-I9001 hai us ka wifi or blutooth jub on karan to error likha aata hai or wifi or bluetooth on nai hota. mara dost na kaha hai ka is ka software karwaow kaya is ko software ka masla hai agar hai to main is ka software kasa karo please help me ma na is ko har tarha sa fectory reset kiya hai lakin not working please help