assalam alaikum dostoun
mujhay yai puchna hai k karachi main connect ki service kaisi hai
main 4mb ka package laina chahata houn in ka
mujhay mallom yai karna hai k kia main is main 2 router bhi laga sakta houn

or kia koi bata sakta hai k
4mb k package mainminimum speed kia milti hai

or yai shared vpn ka kia matlab hai, woa shared vpn hota hai cable net jis ki waja say speed kam ziada hoti rehti hai