%ghazal%
agr har phool ki khushboo lubhati dil ko,
'''''Gulab khaas na hota baharon me'
agr har koi sath deta zamanay me,
''''To tanha chaand na hota sitaron me,
'''*Agar wafa hoti khoon k rishton me,
'''*To yousuf q bikta misar k bazaron me.
_,-'''*Moqa miltay hi Raasta badaltay hain,
ye ada khaas hai Aaj kal k yaaron me.
_,'''Shaid tu bhi khush Naseeb hota ay Anjum,
_,'''*Agar wo apna samajhtay tuje hazaron Me*'''-,_
Bookmarks