Asalam o leum
Mera app say ek sawal pochna cahta ho
ke kiya shaitan ek muslman me yeh waswasa dal sakta he ke wo shirk karay our Allah se mayoss rahay
Plzz me app dosto ke jawab ka shukr guzar raho ga
Asalam o leum
Mera app say ek sawal pochna cahta ho
ke kiya shaitan ek muslman me yeh waswasa dal sakta he ke wo shirk karay our Allah se mayoss rahay
Plzz me app dosto ke jawab ka shukr guzar raho ga
Walaekum assalam warahmatullah e wabarakatuh.
Umeed hai ap kheriyat say hongay,
BHAI apnay thread ka TITLLE hi Shetaan Insaan ka dushman rakha hai,
to ya bilkul haqeeqat hai k shetaan insaan ka dushman hai,
or Quran pak ma Allah rabbul izzat ka irshaad hai k
ان اشيطن لكم عدومبين
yani shetan insaan ka khula dushman hai,
or aapnay jo 2 batain arz kien k shirk or maayoosi k baray ma to bhai shirk say badtar to koi cheez hi nahi ,
Allah na karay agar koi shirk karta ho or usko asay mot aa gai to wo hamesha jahannum ma jalega lekin lekin agar insan Allah pak ki zaat ma shirk na karay to wo aik na aik din is kalmay paak ki barkat say jannat ma jaiega,
2 ya ka apnay mayoosi ki baat ki ,
aray bhai kehtay hain mayoos to wo ho jiska Rab na ho ,
to pareshani kis baat ki ,
ap s.a.w ko koi bhi mushkil dar pesh ati thi to foran namaz ki taraf mutawajja hotay thay to ham bhi q na namaz k zariya sa apnay masaail ko hal kar waien,
Baat ziada lambi ho gai,
may ap k liya dua go hoon k Allah apko har pareshani say nijaat da,
koi bhi baat poochni ho to bila jhijak pooch lena ,
theek ha ibhaaai
agree with u bro bilkul hme mayoos q hona hai hmara Rab hmare 7 hai bs hm 5 wkt namaz parha kren aur apne rab ko razi kren phr shetan hmara kuch b nai bigar paye ga bs Allah pak si dua hai k puri umat ko apne mehboob k btaye huwe raste pe amal krne ki taufeeq aata farmaye aameen suma aameen
App sab dosto ka reaply denay ka buhat buhat shukriya app ne jo reaply kiya he wo mukamal theek he Thanks
Bookmarks