salam . meri c drive fat32 ha, and baki sari drive ntfs ha , main oun ko be fat32 main convert karna cahta hon .. main ney right clik kar key format ka option be open keya ha.. but oss main fat32 ka option he nahi .. to abb main abb oss ko kasey fat 32 main convert karon .. bagaer partion k. because main partion k bagar he oun drive ko fat main counvert karna cahta hon