Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 17

Thread: baalon (Hairs) ko kaala karna Haram Hay!!!

  1. #1
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Arrow baalon (Hairs) ko kaala karna Haram Hay!!!

    Assalam-o-Alaikum...
    Attached Images Attached Images  
    edited

  2. #2
    ghulamnabi's Avatar
    ghulamnabi is offline Member
    Last Online
    5th November 2008 @ 07:56 PM
    Join Date
    05 Feb 2006
    Posts
    416
    Threads
    68
    Thanked
    0

    Default

    sir jee
    janaab shakir sahib aap nay bohat accha likha jee 2 ahadees bhi share ki
    or aap nay isi bat par zor diya hai k KALAY baal nahi karnay chaahiyay
    tokayaa janab HARAY PILAY<NILAY BROWN yan kisi bhi or rang k kar saktay hian kayaa
    kalay k ilawa;

    shukriaa

  3. #3
    Join Date
    15 Sep 2006
    Location
    pakistan karak
    Age
    36
    Posts
    6
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    wow kia acha shairing hai.aise ache ache shairing kaete raho
    tumhara bai amjad ullah khattak
    [FONT="Comic Sans MS"]:p [/FONT]""kausar Amjad""

  4. #4
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Arrow

    Shukria mairay bhai, Jawaab yah hay k aap apnay baalo ko neela, peela, hara, gulabi yahaan takk k brown bhee kar saktay hain. Mehandi laga saktay hain. Laiken kaala nahee kar saktay. Yah baat mairee paish karda ahadees say bhee saabit ho rahee hay, kio k Rasoolullah Sallallaho Alaihe Wasallam nay irshaad farmaya thaa k apnay white balo ka colour change karo laiken black colour say bacho.....

    Umeed hay k aap Rasoolullah Sallallaho Alaihe Wasallam k inn alfaaz ka lihaaz rakhtay hoay Tanzia andaaz main baat karnay k bajay sanjeedgee say ghaur karain gay aur amall karnay ki koshish karain gay...

    Wassalam,
    Aap ka mukhlis bhai,
    Muhammad Shakir


    Quote ghulamnabi said:
    sir jee
    janaab shakir sahib aap nay bohat accha likha jee 2 ahadees bhi share ki
    or aap nay isi bat par zor diya hai k KALAY baal nahi karnay chaahiyay
    tokayaa janab HARAY PILAY<NILAY BROWN yan kisi bhi or rang k kar saktay hian kayaa
    kalay k ilawa;

    shukriaa

  5. #5
    ghulamnabi's Avatar
    ghulamnabi is offline Member
    Last Online
    5th November 2008 @ 07:56 PM
    Join Date
    05 Feb 2006
    Posts
    416
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    jee bolkul jee Allah himmat day

    Ameen shukriyaa

  6. #6
    Join Date
    12 Jun 2006
    Location
    Karachi
    Posts
    589
    Threads
    35
    Credits
    830
    Thanked
    0

    Default

    MASHALLAH g aachi baat batae aap nay sir g if u don't mind aap ya hadith number batah sakhtay hain?
    [IMG]http://www.************/uploads/f5efcfc73a.gif[/IMG]

  7. #7
    Naveed Rasheed's Avatar
    Naveed Rasheed is offline Advance Member
    Last Online
    4th July 2021 @ 01:03 PM
    Join Date
    17 Jun 2006
    Location
    Nearest 2 You
    Posts
    1,579
    Threads
    116
    Credits
    105
    Thanked: 1

    Default

    MashaAllah boht hi sweet sharing hai
    Don't Share outer links again, Should B bane next time... ITD Team

  8. #8
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    very nice post

  9. #9
    ghulamnabi's Avatar
    ghulamnabi is offline Member
    Last Online
    5th November 2008 @ 07:56 PM
    Join Date
    05 Feb 2006
    Posts
    416
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    DOctor sahib naybhi kaha k VERY NICEPOST
    lakin janaab
    sab mil kar
    yaan aikalay aikalay hi socho

    SIRF black hi kiun nahi
    baaki sab kiun
    halank BLACK say banda OCHA nahi lagta
    baaki to baray colours hain
    fashion main

    shukriyaa

  10. #10
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Quote ghulamnabi said: View Post
    DOctor sahib naybhi kaha k VERY NICEPOST
    lakin janaab
    sab mil kar
    yaan aikalay aikalay hi socho

    SIRF black hi kiun nahi
    baaki sab kiun
    halank BLACK say banda OCHA nahi lagta
    baaki to baray colours hain
    fashion main

    shukriyaa
    Muhtaram har masla soochnay ka naheen hota jis ka hukum Nabi SAW nay saaf saaf day diya ho us per kisi "Aqalmand" ko soochnay ki koi zaroorat nahee, umeed hay keh aap ki samajh main aageya hoga

  11. #11
    sister's Avatar
    sister is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd March 2011 @ 09:00 PM
    Join Date
    26 Nov 2006
    Location
    HoMe
    Posts
    1,110
    Threads
    50
    Credits
    955
    Thanked
    0

    Default

    nice sharing bro ALLAH sab ko samujhne ki aur amal karne ki taufeeq de ameen suameen

  12. #12
    ghulamnabi's Avatar
    ghulamnabi is offline Member
    Last Online
    5th November 2008 @ 07:56 PM
    Join Date
    05 Feb 2006
    Posts
    416
    Threads
    68
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Janab DOCTOR sahib jee
    Mujahy nahi pata k in SAHIB (SHAKIR) nay kahaan say yah HADEES konsi book yaan kis k likhi hui kahi hui yahaan share ki hai
    jasiay k aap nay kahaa k KUCH MASLAY hotay hain jin par socha nahi jataa
    jo hukam hua ho us komaan liyaa janaa chaahiyay

    YAh baat bilkul sahi hai
    jo RASUL PAK S.A.W ki kahi hui baat par 0.......000000000000000000000000000000000000001 percent bhi shak karay to wo SAHI MUSLIM nahi
    lakin janab yah HAR baat kliyay hain
    yaani agar aisa socho t koi malsa rehay ga hi nahi
    aisa ho tokoi AHTLAAF na hon
    lakin kon bata sakay ga k yah HADEES shai hai yaha isay hai yah waisay hai

    is liyay us ka tafseeli hal samja jata hai
    nahi to MOLVION,ALMMA ki koiz arurat na hoti


    shukriyaaa

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. Haram Cheeon Ki Kharid o Farokht Bhi Haram Hai
    By Fasih ud Din in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 12
    Last Post: 15th January 2015, 11:56 AM
  2. ye kaam karna shariyat ne haram qarar dia ha!!!
    By MHS EXPERT in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 9
    Last Post: 6th November 2014, 08:53 PM
  3. Kaala bulb !!
    By Ahmedlumhs in forum Tanz-o-Mazah
    Replies: 12
    Last Post: 26th November 2012, 11:27 PM
  4. Insan Ko Sajda Karna Haram Hey
    By Mohammed Ishaq in forum Islam
    Replies: 6
    Last Post: 12th March 2010, 05:53 PM
  5. Zina or Haram / Adultary & Haram
    By Mohammed Ishaq in forum Islam
    Replies: 6
    Last Post: 7th February 2010, 02:49 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •