Results 1 to 2 of 2

Thread: 4 asmani kitabain.

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    aish is offline Senior Member+
    Last Online
    20th January 2012 @ 10:50 PM
    Join Date
    31 Jul 2008
    Posts
    61
    Threads
    14
    Credits
    612
    Thanked
    0

    Unhappy 4 asmani kitabain.

    Salam
    muslim k liye yeh zarori hai k woh 4 asmani kitabonpar bhi iman laye.lekin jab mene in kitabon ka thora bohat jaiza liya to mane dehkah k 4 ki 4 kitabin main bohat ikhtlaf hai.ikhtalaf kiya yeh to ik dosre k mukahlifh hain.kaha jata hai keh holy paibul ko thora bohat change kiya gea hai.lakin yeh to totaly opposite hai. isi tarahan torate zabor or injil bhi.mujhe batain phir main kese 4 kitabon par iman laon.plz reply

  2. #2
    Zia-BH's Avatar
    Zia-BH is offline Senior Member+
    Last Online
    26th October 2016 @ 01:14 PM
    Join Date
    28 Dec 2007
    Location
    Saudi Arabia
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    375
    Threads
    9
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Bohot Acha Sawal Kiya Aap Nay.....

    Aap Khud Apnay Sawal K Jawab K Qareeb Qareb Phir Rahay/Rahi Hain...

    4 Aasmani Kitabon Pe Iman Laanay K Matlab Ye Naheen K Un 4 Kitabon Main Yaksaaniyat Paayee Jaye Gi , Tamaam Shariyat K Ahkaam Ki.

    Wo Ikhtilaafat Jo Aap Nay Dekhay Hain Wo To To Aap Ko Nazar Aanay Hi Thay, Q K Shariyat K Ahkaam To Allah Taala Ne Khud Mansookh Kiye Hain, Haan Bunyaadi Aqaaed , Toheed, Ibadat , Ye Cheezain Sab Nabiyon Ne Bataaen.. Shariyat To Mansookh Hoti Rahi Or Zamaanay Ki Zaroorat K Hisaab Se Allah Ne Khud Un Ahkaam Ko Mansookh Kiya Jin Ki Zaroorat Baqi Na Rahi..

    Iman Laanay Ka Matlab Ye Hai K Belevie Rakha Jaaye Un Kitaabon Pe K Wo Naazil Huwi Thi, na k Folloe Kiya Jaaye Un K Ahkaam ko. Or Phir Un K Baad In Kitaabon Main changing Hoti Rahi Hai Siwaae Quran K Jo Last Hai.. Or Injil Main To Waqtan Fawaqtan Tahreef Ki Un Logon Ne ,Or Ab Bhi Kar Rahay Hain , So Ye Keh Dena Ghalat Hai K Un Main Thori Ya Zeyadah Changes Huwi, Allah Behtr Jaanta Hai..

    Aap Un Kitabon K Naazil Honay Pe Imaan Laaen ,Un Pe Iman Lanay Ka Yahan ye mafhoom hai..

    agar un main tabdeeli na ho to aaj saari duniya musalmaan na ho ?
    Education is Our Passport To The Future...

Similar Threads

  1. Bolti kitabain
    By imranpk in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 9th June 2013, 02:13 PM
  2. kitabain (poem)
    By khilji28 in forum Audio Section
    Replies: 9
    Last Post: 15th January 2011, 06:58 PM
  3. Mcse Ki Kitabain
    By Ghc in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 22nd October 2007, 11:14 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •