salam all
dosto main web disener dosto say khuc sawal puchna cahta hun
1-main 1 domain karedna cahta hun kaha say kharidu or main jis, web say domain khareed raha hun kiya granty ha ka wo mari domain ko hack nahi kara ga
2-domain kharedna ka liya sasti or miyari web btain or domain .com main lani ha
3- muja domain kasa masul ho gi or pir us ko main kisi ko bacna cahta hun sirf domain us ki koi detail B btaiyn
abi in 3 sawalo ka jawab cahiya
Bookmarks