experts sir ma apna pc ko saf kar raha tha us k cover utra howa tha

pass pani ka glass para tha k bacha na full glass pc ma dal deya

ma na pc ko ulta kar k dup ma rak deya abhi tak pc on nahi keya

ab mujko kya karna ho ga please tafseel sa batta daan mahrbani

ho gee thanks in advance