asslam o allaikum
dosto mujhe ye Janna hai ke WiFi kya hai kya ye mobile ki Sim ki signal ki range ko barha deti hai isse istemal karne ka tariqa kya hai kya is se 34km door se 3g ke signal ko caught Kar sakte hain yaini WiFi Kar sakti hai
is per poora kharcha Kitna ho ga pehli baar lene per ?????
aur is ka mahine ka Kitna bharna ho ga?????????????
please jaldi Bata den main Kal lene jaaun ga agar acha laga to
Bookmarks