Assalamualekum,
kia hal hain friends

ek masla hai merey sath wo ye hai key

Mein ye janna chahta hun key

jab css coding likhi jati hai jesa ke mein ek image ko hover kerna chahta hun transparent ye code dalker apni index file mein

/* CSS Document */

<style>
img {
opacity: 0.4;
filter: alpha(opacity=40); /* For IE8 and earlier */
}

img:hover {
opacity: 1.0;
filter: alpha(opacity=100); /* For IE8 and earlier */
}
</style>


mager ye effect her picture pe hojata hay ? mein chahta hun sirf jis pe code lagaun wahi rhey
yar its too much confusion ya mujhey sahi tareeka nahin aaraha hai