Hum ko gali me dekh kr khud ko chupa dia,
Dushman'on ne us ko ye kya sikha dia,
Na chahy to tarpa de ik boondh boondh ko,
Kabhi mouj ho to samandr ka samandr pila dia
Suna hai kal nikla tha phir wo be'hijaab,
Didaar ka moqa tha so phir se ganwa dia,
Rab yaad b aya to ik bashar ki khatir,
Is ishq ne is umar me gunah gar bana dia,
Us ne ghar kya bnaya msjid k samny,
Chahat ne us ki hum ko namazi bana dia...
Bookmarks