Jab Pehla rOza JUMUA Ka hOga Or 15wi Jumua kO hOgi
Is Saal ZalZaly Kasrat Se hOngay Or OOlay Parengay. 15Wi Shab aik Dhamaka hOga Subah Ki Namaz K Baad AASMAN Se aik hybat naak awaz AyeGI.

Hadees Me aaya kay is Tareekh Ko Subah Ki Namaz Prh Kr Ghar Me dakhil ho jao or Drwaazay band kr lo ghar me jitni khirkiyaan windows hen band kr lo Or Kaan Bnd KrLo phir Awaz SunO To Sajda Me Gir Kr kaho
سبحان القد القدوس سبحان القدوس ربناالقدوس

JO AySa KryGa Najaat PayeGa JO Na KryGa Halak JO AySa KryGa Najaat PayeGa JO Na KryGa Halak hOga.
[Musand Shaashi]

Ye Hadees ka mazmoon hai. Is me ye tayeen(fixing) nahi kay kis saal[year] me aisa ho ga bohat ramazan guzar gaye hen jin me pehla roza jumua ko tha aur ainda bi ALLAH nay chaha to guzren gey haan jo khabar di hai honay wali zarur hai jb kabi aisa ho ALKAH sy khof o umeed hr waqt rakhna chaahiye.
Reference:
Fatawa Razawiya, part 27, page 42, sawal no.2