Quote shani485 said: View Post
ap ko pta hai k ap k mamo kaise gye hain ap mukmal btye ge ap plz jis bandy se visa lgwa hai ya us ka bta de aghr khud janty ho to mera bhi 2 lakh me lgwa de
Mein study keliye ja raha hoon Austria ka visa mujay laga hai ab tk 1,30000 lag chukay hai