Dear friends,
Mere pass 4 MB Unlimited internet connection hai PTCL ka
dear mera 1 friend mera Wifi use karna chahta hai,
uska ghar mere ghar se hai to bht thori door per mere Wifi kay signal wahan nhi jate
Dear frneds ma ne suna hai koi aisa antenna hai jo signal door tak lay ja sakta hai.
Mein ne pochna yeh h k us antenna ka naam kya hai?
kya wo bilkul sahi kam karta hai?
aur uski price kya hai aur wo kahan se ay ga?
usko use karne ka kya tareqa hai?
Please dear frnds jis ko yeh details maloom ho wo zaroor share kare
ma ne abri ameed se msg kiya hai
i am waiting....
Bookmarks