doston meri problum ye hai k meray pass aik 2 antina wala wifi wala modem hai wo jis kamray main rakha howa hai sirf ose kamray main aur os k pass walay kamray main achi signals atay hain baki poray ghar main intehai kam signal atay hain meray friends k sath bhi bilkul esa he modem hai lakin os ka 1 antina hai lakin mery modem ka 2 antina phir b mery walay ka range bohat kam hai lakin mery friend ka esa nahi hai plz batain main kea karo