sachai janiye
masla taraweeh ke liye ye link chk karin jis mein mask bhai ne 20 taraweeh
ko na man ne walon ko jawab dia hay. laiken mujhe lagta hay ye log man nay ko tayar hee nahi. allah in ko hadayat naseeb farmaye.ameen
SOrry.......
sachai janiye
masla taraweeh ke liye ye link chk karin jis mein mask bhai ne 20 taraweeh
ko na man ne walon ko jawab dia hay. laiken mujhe lagta hay ye log man nay ko tayar hee nahi. allah in ko hadayat naseeb farmaye.ameen
SOrry.......
Last edited by Terminator; 3rd October 2006 at 05:52 PM.
shakir sahab app se mere chand sawal
jab app log kehte hain ke ahle hadees makkah walon ki pervi kertay hain tu app un ki pervi mein 20 rakat taraweeh kion nahi ada kerte?
acha app ne thread mein likha hay ke kafi muslim mumalik mein 8 rakat taraweeh ada ki jaate hain thread mein kisi aik mulk ka naam share dein?
Last edited by usman; 3rd October 2006 at 07:28 AM.
Assalamualaikum !
Shakir bhai very nice sharing.
@ Rest ..
Mujhay yeh baat samajh nain aa rahee hay k Hadiths ke muqablay main aap log apnay fiqay ko ku laa rahay ho .. Agar aap log apnay daway main sachay ho to Rasool(SAW) kee hadiths pesh karo.. Agar aap ke pass apnay daway ke lie koi hadith nahin to khamoshi se maan lo jo sach hay .. aur beshak Allah hidayat chahnay walo ko hidayat deta hay
Plz think on it . Shakir bhai put his claim with all authentic ahadiths. Why dont u guys ? if any prob with u...
Wasalam ..
Brother is batt main mara app say itefaq ha kay ahl-e-hadith sahabi kay quool ko hujat nahi mantay....agar shakir bahi farmain to main is kay kai hawalay in ki ulmah ki kutab say hi sait kar sakta hon.Doctor said:
LoyalMuhammaden said:محترم دوست میں بھی یہی کہ رہا ہوں کہ جہاں اپنا فاءدہ ہو وہاں صحابہ حجت اور بصورت دیگر صرف صحیح حدیث یا نبی صلی اللہ علیہ وسلم کا قول
................................
edited
................................
Dear Shakir Sahib, Eis Muamly per baat karny K liay agar alag thread open kiya jaey to ziyada betar hay warna baat kaheen say kaheen chali jaey gi, aap apna aitraaz wahan post karain phir Insha ALLAh us ka jawab bhi aaey gashikary said:
Bookmarks